Tarasti Hain Nigahain Meri Takti He Raahain Song Lyrics In English And Hindi

 Tarasti hain nigahain is a line in the Ghalat Fehmi Song . This song was sung by Asim Azhar and Zenab Fatimah Sultan and lyrics written by Shakeel Sohail .


Ghalat Fehmi Song



Song Details :

Song Title: Ghalat Fehmi Music by: Azaan Sami Khan & Saad Sultan Singers: Asim Azhar & Zenab Fatimah Sultan Lyrics: Shakeel Sohail


Tarasti Hain Nigahain Meri Takti He Raahain Song Lyrics In English


  Raigaan hai wafa yahan
Raaigan…
Sayibaan, jo laga tha kabhi wo
faraib-e-nazar asmaan
Ab sharafat nahi
Yeh rivayat nahi baaki
Ho kisi ki qadar
Aesi aadat nahi baaki

Aesa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apna pan
Ehsaas ki raah chuni hai

Tarasti hain nigahain meri takti hain
raahain teri sun kabhi aahain meri
Yeh kese main bataon tujhey soti nahi
ankhain meri kat-ti nahi raatain meri


K khuahishon pe khuabon ki barishain azabon ki
kahan gai dhoop mere hisse k sawabon ki
K dard bharey naalon pe kar karam sawalon pe
Q sitam hai tera tere chahney walon par

Tarasti hain nigahain meri takti hain
raahain teri chaihiye panah teri
Yeh kese main bataon tujhe
Soti nahi ankhain meri
Kat-ti nahi ratain meri

Dhal nahi jaatey
Pal nahi jaatey
Doobti hain sansain
Dil aese bhar jaatey
Jaatey hoye lamhon ko
Paas bulata hai
Thori si bhi doori dil
Seh nahi paata hai
Sab hain dikhavey
Jhootey behlavey
Ek hi qadam laaye
Sau sau pachtavey

Bekhabar tha zara par na tha bewafa
Yaaraa..

Sach tha yeh ghalat fehmi
par khuab nahi jur paatet
Dukh detey jaan letey hain
taras zara nahi khaatey

Tarasti hain nigahain meri takti hain rahain
teri sun kabhi aahain meri
Yeh kese main bataon tujhey soti nahi
ankhain meri kat-ti nahi raatain meri

Aesa nahi kahin koi hai
ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apna pan ehsaas
ki raah chuni hai


Tarasti Hain Nigahain Meri Takti He Raahain  Song Lyrics In Hindi


रायगन है वफ़ा यहान

राएगन…

सायबन, जो लगा था कभी वो 

फ़ारिब-ए-नज़र अस्मान

अब शराफत नहीं

येह रिवायत नहि बाकि

हो किसी की कदर

ऐसी आदत नही बाकी


ऐसा नाही कही कोई है

गलत फेहमी जो बनी है

खोया नाही अपना पन

एहसस की रह चुनी है


तरसती है निगाहे मेरी तकती है

राहे तेरी सुन कभी आहे मेरी

ये केसे मैं बताऊ तुझे सोति नहीं

आँखें मेरी काट-ती नहीं रातें मेरी


के खुहिशों पे खूबों की बरिशें अजाबोन की

कह गय धोप हीरे हसे के सोआबोन के

के डार भारे नालो पे कर करम सलोना पे

क्यू सीताम है तेरा तेरा चलन वालन बराबर


तर्स्ति हें निगहिं मेरि ताकति है

रहहिं तेरी चहिये पनह तेरी

ये केसे मुख्य बातां तुझे

सोति न अखातिं मेरि

कत-ति न रतिन मारी


ढल न जायते

पाल न जायते

दोबती है संन्यासी

दिल अनीस जराये

जते होये लमहों को

पस बलता है

थोरी सी भी दोरी डारली

सेह न पावत है

सब हैं दीखिये

झूटे भेलवे

एक ही क़दम लायी

सउ स पछतवी


बेखबर त झारा पार ना थ बेवफा

यारा ।।


सच तहाँ गहत फहमी

बराबर खूबी नहीं जुर्रत

दोख देत जान लेटे हैं

तरास जरा न कहटेई |


तरसती है निगाहे मेरी तकती है

राहे तेरी सुन कभी आहे मेरी

ये केसे मैं बताऊ तुझे सोति नहीं

आँखें मेरी काट-ती नहीं रातें मेरी


एसा नहि कहैत छी

गलत फहमी जो बानी है

खोया नहीं अपना पान एहसा

की राह चूनी है





Post a Comment

0 Comments